Teri Tarah muhje ko bhi meri jaan saang dil banaa hoga
dil diya tha tuhje toofa, sheeha-e-saagar bhi
toot gaya aik bhi teraiy hathoon
to qayamat tak kantoon kai
muhtaj banaa hoga
Teraiy milnaiy khi ahaas ko paathar banaa hoga
Thak jaaon gai intezar tera kartaiy kartaiy
uth kar chala gaya saagar mehkhanie to
zindagi bhar ka saagar chalahk na hoga
Teri chahat ko khuda saiy na-khuda banaa hoga
Khauff hai sayaar kahin bhar na loon khudai saiy daman
ban gaya musafir bhi maumin to baad humairy
kaun khafir teraiy ishq maiy qurbaan hoga